Sunday, May 15, 2011

Yaad hai woh gaon ki gaalian



Yaad hai woh gaon ke gaalio mei bhatak na
Woh  aam ke paidoe se latak na
Sham ko khetoh ki share
woh kabhi kabhi aapas ki bare
woh gaon ke bazzar ki fair
woh chok pe kahaniyo ka dhore  
jise mei kabhi nahi hua bore
woh  sab ke ghar ka tour
Jahaan sab ne mera pe kiya gore
Aur sometimes mei hua bore
woh talav ke kinare se tehalna
woh mera machlia pakdne ke liye machalna  
woh chok pe chai aur samoso ki smell
How can I ever forget?
Woh bujurgo kya pyaar
Aaj bhi hai mera saath unka ka ashirwd
Woh dada ke saath gadio pe share
Ithni garmi kahaan se kare bare
Aaj bhale koson doore hoon
chahaye sahare mei mashoole hoon
Fir bhi dil ke kisi kaune mei chuppa hai
woh mera pyaar, mera gaon ki yaad

1 comment:

  1. Arre wah...Buzzu.... This poem is really mind blowning. Mujhe bhee ghar kii yaad aa gai yaar...

    ReplyDelete